Thursday, June 30, 2016

Din dhalta nahi!!!



Zindagi ke apne rang hain,
kissi ko isse khushi hain,
toh kissi toh gum hain!
Par kya yeh Din se kam hain?

Roz subah ek naya din hain,
jo umang aur utsaah se poorn hain!
Par kya aisa din hamesha hain?

hum so called "educated" log,
har subah muh banake uthte hain,
ki aaj office jaana hain,
jaise chota bachcha school ke liye!
Par shayam ka kya plan?

Wednesday, June 29, 2016

Random poetry


Some of the random lines!

1.
दिल का हाल क्या बताएं ,
जिधर देखें  उधर वोही नज़र आएं ,
पर वह सनम हैं या कोई और ,
फ़र्क नज़र न आए।

 English Font
Dil ka haal kya bataye,
jidhar dekhe udhar wohi nazar aaye,
par woh sanam hai ya koi aur,
phark nazar naah aaye!

2.
लम्हें निकल गए उसके इंतज़ार में,
और वो आई नहीं दिन या रात में,
सपने सज़ाए हमने उसके इंतज़ार में,
वह सपने टूट गए सूरज की छाव में।

  English Font
lamhe nikal gaye uske intezaar mein,
aur woh aayi nahi din ya raat mein,
sapne sazaye humne usske intezaar mein,
woh sapne toot gaye suraj ki chhaav mein!

3. किसी ने पूछा, "क्या चाहते हो?"  हमने कहा ,
रास्तें मिल जाएँ ,
मंज़िल तक पहुँच जाएँ,
और खुदा का शुक्र मनाएं ।
ज़िन्दगी रंगो से भर जाएँ,
इसके अलावा कोई क्या चाहें ,
ऐसे वक़्त गुज़र जाये ।

 English Font
 kisi ne pucha, " kya chhahte ho?" Humne kaha.
Rashte mil jaye,
manzil tak pahunch jaye,
aur khuda ka shukrr manaye!
Zindagi rango se bhar jaye,
iske alava koi kya chahhe,
aise waqt guzr jaye!